Kumpulan Lirik Lagu

Lirik Lagu Chaya Hai Jo Dil Pe Kya Nasha Hai


Chhaaya Hai Jo Dil Pe Kya Nasha Hai
Aisa Lag Raha Hai Pyaar Ho Raha Hai
Ho, Chhaaya Hai Jo Dil Pe Kya Nasha Hai
Aisa Lag Raha Hai Pyaar Ho Raha Hai

Beqaraari Mein Bhi Kitna Maza Hai
Aisa Lag Raha Hai Pyaar Ho Raha Hai
Apni Palkon Mein Mujhko Chhupaaya Hai
Ek Chehre Ne Mera Chain Churaaya Hai

Har Taraf Shokh Mausam Ka Saaya Hai
In Hawaaon Ne Mera Aanchal Udaaya Hai
Dil Mein Jo Chhupi Hai Ek Dilruba Hai
Aisa Lag Raha Hai Pyaar Ho Raha Hai
Beqaraari Mein Bhi Kitna Maza Hai
Aisa Lag Raha Hai Pyaar Ho Raha Hai

Main To Deewaani Teri Hone Lagi
Ajnabi Khayaalon Mein Khone Lagi
Kuch Khabar Hui Na Mujhko Teri Kasam
Kab Aur Kahan Yeh Chaahat Hui Sanam
Dard Hai Chubhan Hai Haya Hai
Aisa Lag Raha Hai Pyaar Ho Raha Hai

Chhaaya Hai Jo Dil Pe Kya Nasha Hai
Aisa Lag Raha Hai Pyaar Ho Raha Hai
Hm, Beqaraari Mein Bhi Kitna Maza Hai
Aisa Lag Raha Hai Pyaar Ho Raha Hai
Aisa Lag Raha Hai, Aisa Lag Raha Hai
Aisa Lag Raha Hai Pyaar Ho Raha Hai
==============================

Lirik Lagu Dil Hai Tumhara


Mastaana Mausam Hai, Rangeen Nazaara
Dhadkan Kya Kehti Hai, Samjho Ishaara
Aaj Se Jaaneman Dil Hai Tumhaara
Aaj Se Jaaneman Dil Hai Tumhaara
Mastaana Mausam Hai, Rangeen Nazaara
Dhadkan Kya Kehti Hai, Samjho Ishaara
Aaj Se Jaaneman Dil Hai Tumhaara
Aaj Se Jaaneman Dil Hai Tumhaara

Ho, Chaahat Ka Mausam Hai Jawaan
Khoye Khoye Se Hum Yahan
Khwaabon Mein Main To Kho Gayi
Deewaani Si Main Ho Gayi
Lagta Hai Hoga Nahin Tum Bin Guzaara
Mm, Dhadkan Kya Kehti Hai, Samjho Ishaara
Aaj Se Jaaneman Dil Hai Tumhaara
Aaj Se Jaaneman Dil Hai Tumhaara

Dil Hai Tumhaara, Dil Hai Tumhaara
Dil Hai Tumhaara, Dil Hai Tumhaara
==================================

Back To Top